Jitne daalne hain daalo. Gullak yahin rahega — kal bhi, parson bhi. Band karke wapas aaoge toh sab andar hi milega.
Kitna bhara hai, bas awaaz se pata chalta hai. Khaali hoga toh khankega. Bhar jayega toh awaaz aani band ho jayegi.
Todna padega. Aur wo wapas nahi jud'ta.