Kya kha ke aaye ho?
Aaj ka nahi. Wo wala. Jo tiffin mein aata tha.

Kya kha ke aaye ho

Sab yahi khaate the. Kisi ko pata nahi tha.
Koi roz poochta tha. Bina kisi wajah ke.
Aur aap "kuch nahi, roti sabzi" bolke nikal jaate the. Ab koi nahi poochta. Aur ab batane ka mann karta hai.
Sab padhenge. Kisi ko naam nahi pata chalega.
← saari yaadein
Made and Built with love by Ruhi & Dragoon